Aapke Kamare Mein
Movie Name: Yaadon Ki Baaraat (1973)
Singer: Asha Bhosle, Burman R D, Kishore Kumar
Music Director: Burman R D
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Year: 1973
Producer: Nasir Hussain
Director: Nasir Hussain
Actors: Ajit, Dharmendra, Imtiyaz, Jalal Agha, Neetu Singh, Tariq Shah, Vijay Arora, Zeenat Aman
Aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai ta ra ra ra
Aapke kamre mein koi rehta hai
Hum aaj udhar se nikale to, bade intazam se
Gira raha tha koi parda, haye sare-shaam se
Udhar aap ki photo se, saji deewaar pe
Padaa hua tha ek saya, bade aaraam se
Aapke kamre mein koi rehta hai
Magar jo ek din main guzri, gali mein sarkaar ki
Tabhi se chalti hai dil pe, haye talwaar si
Dabi dabi halki halki, hasi ki tanaav mein
Machal rahi thi chudi bhi, haye chankaar si
Yeh na samjho koi gafil rehta hai
Ta ra ra ra
Hum nahin kehte, zamana kehta hai
La la la la aapke
Na na aapke
Na na na
Aapke kamre mein koi rehta hai
Agar main kahu jo dekha, nahi tha woh koi kwaab
Padaa tha table pe chasma, woh kiska janaab
Gore gale mein woh muffler, tha kis hasin ka
Zara haath dil pe rakh ke, humen dijiye jawaab
Aapke kamre mein koi rehta hai
Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah
Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah
Yaaro ke liya haa
Hai meri dua haa
Aa jaaye woh din, gale milke beete jawani
Tumko bhi mile haa
Din bahaar ka haa
Raat bahaar ki, yunhi jhoome yeh zindagani
Dil mil gaye to hum khil gaye
Ke dil dil mile jahan mein kabhu kabhu
Are haan haan, are haan haan
Are haan haan, are wah wah
Dum maro dum
Meet jaaye gum
Bolo subah sham
Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram