Ghanay Chamakdar Balon Ke Liye Pur Sukoon Neend Zaroori

Iftikhar Alam 2015-07-28

Views 7.1K

Visit http://www.islamiwazaif.com
or
http://www.aurado-wazaif.blogspot.com

Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.

Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790

Ghanay Chamakdar Balon Ke Liye Pur Sukoon Neend Zaroori
Aaj kal ke dor mein no jawan nasal ne apni neend mein bari had tak kami kar li ha. Sakht parhai or deegar interest ke baai's aam tor par talba raat 1 baje ke baad hi sotay hein or Subah college school jane ke liye jaldi uth jate hein. Is tarah neend poori na hone se pooray body par faraq parta hai or is se hair bhi mutasir hote hein. Pur sukoon neend se hamare sar ki jild mein aesay chemical ajza bante hein jo balon ke jaro mei paye jate hein or balon ki nasho numa ke liye bohat zaroori hote hein. Ye ajza sar ki jild mein khushki or scalp banne se bhi rokte hein jo balon ke liye bohat nuqsan deh hai. Agar din mein 7 se 8 ghante neend na li jaye to is se hamari sehat kafi mutarsir hoti hai jo ke balon ke liye bhi shadeed kharabi ka baai's hoti ha.

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS