Bhar Do Jholi Meri - Reprise Traditional - Full AUDIO Song Imran Aziz Mian Movie-Bajrangi Bhaijaan
Bhar Do Jholi Meri Reprise (Traditional) Lyrics
Bhar Do Jholi Meri Reprise (Traditional) Lyrics from the album Bajrangi Bhaijaan - 2015, sung by Imran Aziz Mian. The song is composed by Pritam and the lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya. Discover more Qawwali songs lyrics...
Facebook
Twitter
Google+
(Imran Aziz Mian Begins)
Tere darbaar mein,
Dil thaam ke woh aata hai
Jisko tu chaahe,
Aye nabi tu bulata hai
Tere dar par sar jhukaaye
Main bhi aaya hoon
Jiski bigdi haaye nabi,
Chaahe tu banata hai
(Instrumental Break)
Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
Bandh deedon mein bhar daale aansun
Sill diye maine, dardo ko dil mein
(Bandh deedon mein bhar daale aansun
Sill diye maine, dardo ko dil mein)
Jab talak tu bana de na bigdi
Darr se tere, na jaaye sawaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
Bhar do jholi, aaka ji
Bhar do jholi, hum sabki
Bhar do jholi, nabi ji
Bhar do jholi meri, sarkare madina
Laut kar main na jaaunga khaali
(Instrumental Break)
Khojte khojte tujhko dekha,
Kya se kya se ya nabi ho gaya hoon
(Khojte khojte tujhko dekho,
Kya se kya se ya nabi ho gaya hoon)
Ho..
Bekhabar dar-badar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
(Bekhabar dar-badar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon)
Ho..
De de ya nabi mere, dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main, hoke ruhaasa
(De de ya nabi mere, dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main, hoke ruhaasa)
Ho..
Kar de karam nabi, mujhpe bhi zara sa
Jab talak tu, jab talak tu
Panaah de na dil ki
Darr se tere na, jaaye sawaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
Bhar do jholi, meri tajdaare madina
Laut kar main, na jaaunga khaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
(Instrumental Break)
Jaanta hai na tu, kya hai dil mein mere
Bin sune gin, raha hai na tu dhadkane
(Jaanta hai na tu, kya hai dil mein mere
Bin sune gin, raha hai na tu dhadkane)
Aah nikli hai toh, chand tak jaayegi
Tere taaron se meri, duaa aayegi
(Aah nikli hai toh, chand tak jaayegi
Tere taaron se meri, duaa aayegi)
Aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu sunega na dil ki
Darr se tere, na jaaye sawaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
De taras, kha taras mujhpe aaka
Ab lagale, tu mujhko bhi dil se
(De taras, kha taras mujhpe aaka
Ab lagale, tu mujhko bhi dil se)
Jab talak tu bana de na bigdi
Darr se tere, na jaaye sawaali
(Bhar do jholi, meri ya Mohammad
Laut kar main, na jaaunga khaali)
Bhar do jholi, aaka ji
Bhar do jholi, hum sabki
Bhar do jholi, nabi ji
Bhar do jholi meri, sarkare madina
Laut kar main na jaaunga khaali
(Instrum