Visit http://www.islamiwazaif.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.
Khushk Jild Ki Hifazat Ke Tarikay
Sardio mein skin dry ho jati ha. Jis se skin khasi sakht ho jati ha or chehra akra huwa mehsoos hota ha to is se nijat pane ke liye sab se pehlay to aesi ghiza ka use karna zaroori hota ha jin mein chiknai ki quantity wafir ho. Is ke sath water ka use ziyada karna chahiye. Apni ghiza mein fruits ko shamil karein kiyounkay fruits mein water ki quantity ziyada hoti ha.
Lemon or cactus cleaner ka use karna chahiye is se skin ki ratoobat mein izafa hota ha. Ye amal din mein taqreeban 4 se 5 dafa karne se skin nikhri ho jaye gi.
Agar sardi ki waja se kink khushk ho jaye to 1 egg ki zardi mein 1 tea spoon coconut ya olive oil mix kar lein. Is ko itna phentein ke jhaag ki tarah ho jaye, is ko chehre par lagayen, 15 minute ke baad achay soap se moo wash kar lein, skin soft or khoobsurat ho jaye gi.