Visit http://www.islamiwazaif.com
Islamic and Quranic Wazaif in urdu, Ahadees Sharif, Masnoon Duain, Durood Sharif, complete Quran Pak with Urdu and English Translation, health tips, beauty tips, ghareloo totkay, fruit benefits, vegetable benefits and find the solution of all your problems through Rohani ilaj.
Facebook Page: http://www.facebook.com/islamiwazaifurdu
Twitter: https://twitter.com/iftikharalamsbg
Google+: https://plus.google.com/116083544705757703790
Weight Kam Karne Ke Asan Gur
Khana khoob chaba kar khaye.
Tea, coffee ya milk mein sugar kam use karein.
Regular exercise karein or busy rahein.
Ziyada reshay wali ghiza use karein.
Beverages ko ghont ghont kar piyen, bajaye is ke ghata ghat halaq mein undel dein.
Har bar khane se pehle pani zaroor piyen or khane ke baad koshish karein ki pani na piya jaye.
Khane ke sath salad lazmi rakhein or khana khatam karne se pehle salad kha lein.
Ghussa se perhaiz karein, ziyada ghussa karna motapa ka mojab ha.
Ahista Ahista weight kam karna behtar ha. bajaye is ke yaksar weight kam kiya jaye.
Apna weight har hafte check karein or chart par note karte jayen.
Constipation se bachein, chaan mila flour use karein na sirf hazma durust rahe ga balkay sugar level bhi control rahe ga. Chaan zaaid chiknai ko jazb karta ha.
Meethi cheezon ka use kam karein.