Asslam O Alikum Dosto,Aaj ki is video mein maine aap sy USB k new Standard USB 3.2 k bary mein baat ki ha jis main aap 20Gbps ki speed sy data transfer kr sakty hain,Ab Dosto USB k Mukhtlif versions k bary main to aap ko pata hi ho ga jesy USB Type A USB Type B USB Type C or phhir agy is k alag alag standards hain jesy USB 1.0 USB 2.0 USB 3.0 USB 3.1 or ab new announced USB 3.2. Ab pehly hi in Standards or Versions k beach main Confusion to bohat ha lakin yaha faida yeh hony wala hy k hamain multi lane support ki madad se super fast data transfer speed mily ge. Dosto mujhe umeed hai k USB 3.2 Standard ki yeh video aap ko pasand aaye ge.Ager video pasand aiy to Techinfoedu Channel ko Subscribe krna bilkul mat bhholiya ga or Subscribe krny k sath sath video ko Like or apny doston k sath Share krna to bilkul bhee mat bhholiya ga, Hamesha Khush rahain or mujhy apni duaion mein yaad rakhain, Aap ka din accha guzry, ALLAH HAFIZ..................
Subscribe to my channel for more videos like this and to support my efforts.
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE