Mehboob Sajjan Mehboob Mithan Ik Bar Rukh-e-Zeiba Tou Dikha - Naat (Urdu) | Muhammad Ramzan Kaifi

Views 4

Naat (Urdu)
Mehboob sajjan Mehboob Mithan ik bar Rukh-e-Zeiba tou dikha
Tere roey taban se chamkey mere Khana-e-dil ki raat sadda

Ik mein he nahi shaida Tera, aalam Tera hai shaidai
Sab Jashn-e-Charaghan kartey hain Mukhrey se zarra parda tou hatta

Meri Loh-e-Dil parr naqsh hua hai Naam-e-Muhammad (PBUH) barsun se
Har Lamha musalsal rehti hai Honton pey sadaey Sall-e-Ala

Husn-e-Mehboob hai Jalwa gar iss Husn ka aalam kia kahiye
Hai dosh pey norani chadar, sarr par Taha ka sehra Sajja

Un ke Husn-e-Dil aara se mamoor Kitab-e-Dil hai meri
Un ki hon yad se pewasta ulfat ki mehak ka kia kehna

Kash ummat Ahmed Mursal (PBUH) ki! Farman-e-Nabi (PBUH) parr amal karrey
Hai khasta Hali ummat ki dil hain Mehroom-e-Khouf-e-Khuda

- Naat Number # 5
- Page Number # 93 - 94
- Book Name : Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and read by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

- Aqwal-e-Kaifi by Muhammad Ramzan Kaifi (Naatia Poet) has been published and available online.
Available at: https://drive.google.com/file/d/12i4K3c5ZVZL3120Nb235DapkUGIOqghB/view

| Content Maker |
Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (PBUH), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (R.A) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (R.A)

| Social Media |
His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
5-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi
6-Instagram https://www.instagram.com/m_ramzan_kaifi
7-LinkedIn https://www.linkedin.com/in/m-ramzan-kaifi
8-Pinterest https://www.pinterest.com/mramzankaifi
9-Tumbler https://mramzankaifi.tumblr.com

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS