1 - Manqibat Panjtan Pak (R.A) | Ho bayan kaisey kisi se izzo Shan-e-Panjtan (R.A) | M Ramzan Kaifi

Views 29

#PanjtanPak #HoBayanKaisey #MuhammadRamzanKaifi

Manqibat (Urdu)
Ho bayan kaisey kisi se izzo Shan-e-Panjtan (R.A)
Hai khudaey lam yazal khud Madha khawan-e-Panjtan (R.A)

Aaya-e-Tatheer ki tafseer ki tasheer ho
Log ho jaen agar sab waqfan-e-Panjtan (R.A)

Jab azeem ausaf ka karta hai koi tazkara
Foran aa jata hai honton par bayyan-e-Panjtan (R.A)

Haan sadaqat ke Alamdarun ki ounchi shan hai
Tarjaman-e-deen-e-barhaq hai zuban-e-Panjtan (R.A)

Hai unhein ke dam se qaim deen-e-barhaq ka waqar
Ahl-e-haq he jantey hain qadr-o-shan-e-Panjtan (R.A)

Har taraf hai adl, ehsan aur taqwey ki bahar
Kithan arfaa kitna dilkash hai Jahan-e-Panjtan (R.A)

Kon janey ishq ki kia kia hain posheeda rumoz
Razdan-e-Panjtan (R.A) hain, Aashqan-e-Panjtan (R.A)

Ya Elahi ! tujh se Kaifi ki yahi hai iltaja
Ho nigahun mein hamesha Aastan-e-Panjtan (R.A)

- Manqibat Number # 1
- Page Number # 145 – 146
- Book Name: Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
- Written and Read by Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi Qadri Awaisi (Naatia Poet)

- Ashk-e-Aqeedat (Urdu Aur Saraiki Naatia Kalam)
Available at: https://drive.google.com/file/d/1XpQd1aG_1SLMA7Fbb4SvBsgC989Qidg6/view

#-----------------#
Address
#-----------------#

Aastana Aalia Ghousia Awaisia Near Qasim Bagh Khanqah Sharif T/D Bahawalpur, Punjab Pakistan.

#-------------------------#
Content Maker
#-------------------------#

Faqeer Muhammad Ramzan Kaifi is a Teacher, Artist, Naatia Poet, Writer and Mystic. He is illuminating the hearts of people through his intense Love for Allah, Hazrat Muhammad (Sallallahu Alayhi Wa-Aalehi Wasallam), Ahle-Bait (R.A), Sahaba Karam (R.A) and Auliya Karam (R.A).

His books: Ashk-e-Aqeedat(Urdu and Saraiki Naatia Kalam) and Aqwal-e-Kaifi(Aqwal in Urdu and English) have been published.

Ashk-e-Aqeedat is collection of Hamd-o-Naat, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat and Fardiyat in Urdu and Saraiki.

His other books that are in the process of publication are:
i- Kaifiyat-e-Kaifi
ii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-1)
iii- Muqashfat-e-Kaifi (Volume-2)
iv- Bazuban-e-Khalq.

He has been conducting religious congregations and Spiritual Mahafils:
i- Mahana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.
ii- Salana Mailad-e-Mustafa (PBUH) since 1987.
iii- Salana Mehfil Zikr-e-Ahl-Bait (R.A) since 1427 Hijri.
iv- Salana Mehfil Ghous-ul-Azam Hazrat Al-Sayyed Al-Shaikh Abdul Qadir Al-Jilani Al-Hassani-o-Al- Hussaini (Qudd-e-Sa Sirr-o-hul Azeeze)
v- Salana Mehfil Hazrat Khawaja Mohkum-ud-Deen Sairani (R.A)

| Social Media |
His collection of Hamd-o-Naat, Nazm, Manaqib, Kafiyan, Qataat, Rubaiyat, Marsiay and Fardiyat in Urdu and Saraiki is available on:
1-YouTube https://www.youtube.com/mramzankaifi
2-Facebook https://www.facebook.com/RamzanKaifi
3-Fb Page https://web.facebook.com/mramzankaifi
4-Dailymotion https://www.dailymotion.com/mramzankaifi
5-Twitter https://twitter.com/MRamzanKaifi

Share This Video


Download

  
Report form
RELATED VIDEOS