Thanks For Watching ❤️
.. Use Headphone 🎧 For Better Experience..
Instagram :-
Song Lyrics :-
O bekhabar, o bekadar, betabiyon ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betabiyon ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha, kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betabiyan, bechainiyan hain jawaan
Meri nazar dhoondhe tujhe tu kahaan
Haan tujhko main aankhon ka kaajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betabiyan, bechainiyan hain jawaan
Chahungi main yoonhi tujhe bepanah
Haan tujhko khushi sa labon pe saja loon
O bekhabar, o bekadar, betabiyon ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha, kaisa nasha mujhpe chadha
Mujhpe chadha, mujhpe chadha, mujhpe chadha
Roop hoon, teri dhoop hoon tu suraj hai man ka mere
Ya ghani main hoon roshni
Ab chalti hoon, dhalte hoon tujhko hi thaame re
Ik pehar tu kahe thehar to jaaun na ghar se tere
Har ghadi mushqilon bhari
Kyun lagti hai jo bhi guzarti hai bin tere
Tu mile to silsile hon woh shuru jo hai khuda ki raza
Tere bina hai zindagi be maza
Tu mil jaaye to main jahan se chhupa loon
O bekhabar, o bekadar, betabiyan, bechainiyan hain jawaan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahaan
Aa tujhko main aankhon ka kajal bana loon
O bekhabar
Ho pyaar bhi yoon kabhi kabhi kar deta pareshaniyan
Har jagah wo hi wo lage
Woh aashiq anaari jo dil deke leta jaan
Paas bhi ho woh door bhi
Yeh kyun ho woh batlaaye na
Dil dare minnatein kare
Ab usko yeh bolo ke aaye to jaaye na
Bewajah agar ho pata, kya hai yehi dil ki khata ki saza
Khud mein hi main, hoti hoon kyun laapata
Main jaanu na is dil ko kaise sambhaloon
O bekhabar, o bekadar, betabiyan, bechainiyan hain jawaan
Meri nazar dhoonde tujhe tu kahaan
Aa tujhko main aankhon ka kajal bana loon
O bekhabar, o bekadar, betabiyon ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
O bekhabar, o bekadar, betabiyon ko na badha
Aa dekh le hai pyaar ka kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha
Kaisa nasha mujhpe chadha
Aa dekh le hai pyar ka kaisa nasha mujhpe chadha
#shreyaghoshal #lofi #slowed #slowedandreverb #reverb
Disclaimer -
video is for educational purpose only.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use