Aaj hum ne mitti ke ghar mein rehne wali aik ghareeb baywah ki madad ki. Unhein ration aur raqam di gayi taake wo apne bachon ke liye zaroori khanay peenay ka intezam kar saken.
Agar aap bhi kisi zarooratmand ki madad karna chahte hain to hamare saath Madad Ka Silsila join karein.
Hum NGO nahi hain; ye channel zaroorat mando ki madad aur insaniyat ke kaamon mein hissa banne ka ek zariya hai.
📞 Madad ke liye WhatsApp: 03026488797
Aap ki choti si madad bhi kisi ki zindagi badal sakti hai. Video ko like, share aur channel ko subscribe zaroor karein.
#MadadKaSilsila
#Sadqa
#Charity
#BaywahKiMadad
#RationDistribution