Hum baat karte hain ki agar aapke chest ke centre mein mole hai, toh yeh bhi achha nahi hai. Yeh matlab hai ki aap bahut zyada nurture karte hain. Matlab, agar aapka bhai aapse kahe ki 'bhai, mera ghar de do', toh aap de doge. Matlab, insaan thoda zyada emotional ho jaata hai. Aap jaldi vishwas karte hain aur iss vishwas mein aap kisi ka bhalai karte hain.